Aatmajayi me mrityu sambndhi shashvat samasya ko kathopnishad ka madhyam bnakr adbhut vyakhya ke sath hmare samne rkha. Isme nachiketa apne pita ki aagya, “mrty ve tva dadaameeti” arthat mai tumhe mrtyu ko deta hu, ko shirodhary krke Yam ke dvar pr chla jata hai, jaha vah teen din tk bhukha-pyasa rahkr Yamraj ke ghar lautne ki pratiksha krta hai. Uski is sadhna se prasann hokr Yamraj use teen vardan mangne kee anumati dete hain. Nachiketa inme se pehla vardan yah mangta hai ki uske pita vajshrava ka krodh samapt ho jaye.
Is pustak ka kul size 928 KB hai aur kul pristho ki sankhya 126 hai. Niche diye hue link se is pustak ko aasani se download kr skte hai aur muft me pdh skte hai. Agr aap is pustak ki hard copy lena chahte hai to niche hm Amazon ka link bhi provide kr rhe hai aap vha se esaily is pustak ko khrid skte hai. Pustke hmari sachchi mitr hoti hai aur Freehindibook.com pr aapko hjaro pustke muft me pdhne ko mil jayengi.
Translator | Kunvar Narayan |
Book Language | Hindi |
Book Size | 938 KB |
Total Pages | 126 |
Category | unknown |
Download Free Hard Copy
Donate us for maintenance
Buy this book from Amazon
Listen this book on Audible
If you’re loving our work Don’t Forget to Donate Us.