August Kranti Or PratiKranti, Manmathnath Gupta ke dvara likhi gyi pustak hai. Is pustak me unhone August kranti ke bare me btaya hai. August kranti aandolan ki shuruat 9 august 1942 ko hui thi. Mumbai ke jis park se yah aandolan shuru hua, use august kranti maidan nam diya gya hai. Dviteey vishv yuddh me samrthan lene ke bavjud jb angrez bharat ko svatantr krne ko taiyar nhi hue to rashtrapita Mahatma Gandhi ne bharat chhodo aandolan ke rup me aajadi ki antim jang ka ailan kr diya jisse Britain hukumat me dahashat fail gyi.
Is pustak ka kul size 10 MB hai aur kul pristho ki sankhya 199 hai. Niche diye hue link se is pustak ko aasani se download kr skte hai aur muft me pdh skte hai. Agr aap is pustak ki hard copy lena chahte hai to niche hm Amazon ka link bhi provide kr rhe hai aap vha se esaily is pustak ko khrid skte hai. Pustke hmari sachchi mitr hoti hai aur Freehindibook.com pr aapko hjaro pustke muft me pdhne ko mil jayengi.
Book Writer | Manmathnath Gupta |
Book Language | Hindi |
Book Size | 10 MB |
Total Pages | 199 |
Category | Politics |
Download Free Hard Copy
Donate us for maintenance
Buy this book from Amazon
Listen this book on Audible
If you’re loving our work Don’t Forget to Donate Us.
Read more Politics Books.