Baalkand valmeeki krit Ramayan aur Goswami Tulsidas krit Shree Ramcharitmanas ka ek bhag hai. Ayodhya Nagri me Dashrath nam ke raja huye jinki Kaushalya, Kaikeyi aur Sumitra namak patniya thi. Santan prapti hetu ayodhyapati Dasharath ne apne guru shree vashishth ki aagya se putrakameshti yagy karvaya jise ki ringi rishi ne sampann kiya. Bhaktipurn aahutiyan pakr agnidev prasann huye aur unhone svayam prakat hokr raja Dasharath ko havishyapatr (kheer, payas) diya jise ki unhonne apni tino patniyo me bant diya. Kheer ke sevan ke parinamaswarup Kaushlya ke garbh se Ram ka, Kaikeyi ke garbh se Bharat ka tatha Sumitra ke garbh se lakshman aur Shatrughn ka janm hua.
Is pustak ka kul size 13.5 MB hai aur kul pristho ki sankhya 564 hai. Niche diye hue link se is pustak ko aasani se download kr skte hai aur muft me pdh skte hai. Agr aap is pustak ki hard copy lena chahte hai to niche hm Amazon ka link bhi provide kr rhe hai aap vha se esaily is pustak ko khrid skte hai. Pustke hmari sachchi mitr hoti hai aur Freehindibook.com pr aapko hjaro pustke muft me pdhne ko mil jayengi.
Translator | Chaturvedi Dwarka Prasad Sharma |
Book Language | Hindi |
Book Size | 13.5 MB |
Total Pages | 564 |
Category | Religious - Hindusim |
Download Free Hard Copy
Donate us for maintenance
Buy this book from Amazon
Listen this book on Audible
If you’re loving our work Don’t Forget to Donate Us.