Get 90+ Audiobooks and 1000+ Premium E-Books only at 249/- Get Now

Bharat Ke Mahapurush (भारत के महापुरुष) Hindi PDF – Pandit Santram

Bharat Ke Mahapurush Hindi Book –  Bharat me do prkar ke manushy hue hai. ek to ve jinhone uchch sanskrti, gambhir darshanik-buddhi aur virta evam sahas ke romanchkari udahrano vala atit ka bharat bnaya tha. dusre aaj ke ve manushy hai, jo apne desh ke itihas se shiksha lekr, atit ki achchhi bato ko aadhar bna kr, us par bhavishy ka bavrhttar Bharat taiyar kr rhe hai. Yadyapi is pustak ko Bharat ka itihas bnane ka yagy nhi kiya gya, to bhi do sahastr varsh ke dirgh kal me hone vale Bharat ke mahapurusho ke jeevano ke adhyayan se Bharat ke itihas aur pragati ka bahut kuchh gyan hue bina nhi reh skta. Is prakar is pustak me diye gye jeevan-vrtant Bharat ke itihas ko prakashit krne, varan vistar ke sath btane ka kam dete hai.

Is pustak ka kul size 4.56 MB hai aur kul pristho ki sankhya 160 hai. Niche diye hue link se is pustak ko aasani se download kr skte hai aur muft me pdh skte hai. Agr aap is pustak ki hard copy lena chahte hai to niche hm Amazon ka link bhi provide kr rhe hai aap vha se esaily is pustak ko khrid skte hai. Pustke hmari sachchi mitr hoti hai aur Freehindibook.com pr aapko hjaro pustke muft me pdhne ko mil jayengi.

WriterPt. Santram
Book LanguageHindi
Book Size4.56 MB
Total Pages160
CategoryEducational - Book

Download Free E-Book 
Donate us for maintenance
Buy this book from Amazon 
Listen this book on Audible 

Leave a Comment