Bharat ka Samvidhan pure Bharat varsh ke liye ekal nagrikta ki vyavastha krta hai. Pratyek vyakti jo Samvidhan lagu hone ke samay (26 January 1950) Bharat ke adhikar kshetr me nivas krta tha aur jiska janma me hua hai ya uske mata pita me se ek Bharat me janma liya ho ya jo km se km panch vrsho tk sadharanat Bharat me rha hai, vah Bharat ka nagrik ho gya. Nagrikta adhiniyam, 1955 Sanvidhan lagu hone ke bad Bharatiya nagrikta ki prapti, nirdharan aur radd krne ki sambandh me hai.
Is pustak ka kul size 9 MB hai aur kul pristho ki sankhya 535 hai. Niche diye hue link se is pustak ko aasani se download kr skte hai aur muft me pdh skte hai. Agr aap is pustak ki hard copy lena chahte hai to niche hm Amazon ka link bhi provide kr rhe hai aap vha se esaily is pustak ko khrid skte hai. Pustke hmari sachchi mitr hoti hai aur Freehindibook.com pr aapko hjaro pustke muft me pdhne ko mil jayengi.
Book Writer | Amba Dutt Pant |
Book Language | Hindi |
Book Size | 9 MB |
Total Pages | 535 |
Category | Politics |
Download Free Hard Copy
Donate us for maintenance
Buy this book from Amazon
Listen this book on Audible
If you're loving our work Don't Forget to Donate Us.