“Brahm Puran” Hindu dharm ke 18 Purano me se ek pramukh Puran hai. Ise purano me Mahapuran bhi kaha jata hai. Purano ki di gyi suchi me is Puran ko pratham sthan pr rkha jata hai. Kuchh log ise pehla Puran bhi mante hai. Isme vistar se srshti janm, jal ki utptti, brahm ka aavirbhav tatha dev-danav janmo ke vishay me btaya gya hai. Isme surya aur chandr vansho ke vishay me bhi varnan kiya gya hai. Isme yayati ya puru ke vansh–varnan se manav-vikas ke vishay me btakar Ram-Krishan-Katha bhi varnit hai. Isme Ram aur Krishan ke katha ke madhyam se avtar ke sambandh me varnan krte hue avatarvad ki pratistha ki gyi hai.
Is pustak ka kul size 7 MB hai aur kul pristho ki sankhya 485 hai. Niche diye hue link se is pustak ko aasani se download kr skte hai aur muft me pdh skte hai. Agr aap is pustak ki hard copy lena chahte hai to niche hm Amazon ka link bhi provide kr rhe hai aap vha se esaily is pustak ko khrid skte hai. Pustke hmari sachchi mitr hoti hai aur Freehindibook.com pr aapko hjaro pustke muft me pdhne ko mil jayengi.
Writer | Shri Ram Sharma Acharya |
Book Language | Hindi |
Book Size | 7 MB |
Total Pages | 485 |
Category | Religious - Hinduism |
Download Free Hard Copy
Donate us for maintenance
Buy Hard Copy from Amazon
Listen this book on audible
Brahm Puran Part-2 download krne ke liye yha click kre.
If you're loving our work don't forget to Donate us.
Sesh Purano ke nam :-
- Padma Purana ( पद्म-पुराण )
- Vishnu Puran ( विष्णु पुराण )
- Vayu Puran ( वायु पुराण )
- Bhagwat Puran ( भागवत पुराण )
- Narad Puran ( नारद पुराण )
- Markandeya Puran ( मार्कण्डेय पुराण )
- Agni Puran ( अग्नि पुराण )
- Bhavishya Puran ( भविष्य पुराण )
- Brahm Vaivart Puran ( ब्रह्मवैवर्त पुराण )
- Ling Puran ( लिंग पुराण )
- Varaha Puran ( वराह पुराण )
- Skand Puran ( स्कन्द पुराण )
- Vaman Puran ( वामन पुराण )
- Kurma Puran ( कूर्म पुराण )
- Garud Puran ( गरुड़ पुराण )