Chhutti ka din aam taur pr khushi ka din hota hai. Yah fursat aur aaram ka din hota hai. Yah ghar ke lambit kamo ko nibtane ka din hota hai. Yah dosto se milne tatha parichito ka kushal-samachar lene ka din hota hai. Is tarah chhutti ka din mote taur pr ek suvidhajnk din hota hai. Chhutti ka din saf-safai ki drishti se bahut mahattv rkhta hai. Dainik karykram me vyast rhne pr ghar ki achchhi tarah safai nhi ho pati. Ghar ki diwaro pr mkde ka jala pda hota hai. Ghar ke kone me gandagi ka jamav koi asamany bat nhi hai. Ghar ki naliyo me kachra jma ho skta hai. Chhuttee ke din ye sb saf kr liye jate hai. Mahilaye is din kpdo ki safai kr leti hai. Bartan bhi achchhi tarah saf ho jate hai. Juto ko palish kar chamka liya jata hai. Hafte ke pratyek din kam krte krte hue pratyek insan ki ichchha hoti hai ki use ek din ki chhuti mil jaye. Pratyek desh me chhuti ka din alg-alg hota hai.
Is pustak ka kul size 5 MB hai aur kul pristho ki sankhya 226 hai. Niche diye hue link se is pustak ko aasani se download kr skte hai aur muft me pdh skte hai. Agr aap is pustak ki hard copy lena chahte hai to niche hm Amazon ka link bhi provide kr rhe hai aap vha se esaily is pustak ko khrid skte hai. Pustke hmari sachchi mitr hoti hai aur Freehindibook.com pr aapko hjaro pustke muft me pdhne ko mil jayengi.
Writer | Satyen Kumar |
Book Language | Hindi |
Book Size | 5 MB |
Total Pages | 226 |
Category | Literature |
Download Free E-Book
Donate us for maintenance
Buy this book from Amazon
Listen this book on Audible