Computer aaj ki duniya me hmare jeevan ka bahut hi mahatvpurn ang bn gya hai. Yah esi electronic machine hai jo kary ki satyta aur tirvta ke sath pal bhr me kr skti hai. Prastut pustak me computer ke vibhinn upyogo ka vivran diya gya hai. Is pustak ko 21 adhyayo me bata gya hai. Pehle adhyay me Computer ke anek upyogo ko btaya gya hai. Dusre adhyay me computers dwara niyantrit vibhinn robots ke bare me btaya gya hai. Aur ye Robots kya – kya kr skte hai yah bhi is putak me btaya gya hai.
Is pustak ka kul size 4.26 MB hai aur kul pristho ki sankhya 128 hai. Niche diye hue link se is pustak ko aasani se download kr skte hai aur muft me pdh skte hai. Agr aap is pustak ki hard copy lena chahte hai to niche hm Amazon ka link bhi provide kr rhe hai aap vha se esaily is pustak ko khrid skte hai. Pustke hmari sachchi mitr hoti hai aur Freehindibook.com pr aapko hjaro pustke muft me pdhne ko mil jayengi.
Writer | Dr. C. L. Garg |
Book Language | Hindi |
Book Size | 4.26 MB |
Total Pages | 128 |
Category | Computer - Technology |
Download Free Hard Copy
Donate us for maintenance
Buy Hard Copy from Amazon
Listen this book on audible
If you're loving our work don't forget to Donate us.