Grih Nakshatra, triveni prasad singh ji ke dwara likhi gyi pustak hai, jisme unone graho aur nakshtro ke bare me kafi gehrai se samjhaya hai. Aakash me tara-samuh ko nakshatr kehte hai. Sadharanatah yah chandrma ke pth se jude hai, pr vastav mei kisi bhi tara-samuh ko nakshatr kehna uchit hai. Rigved me ek sthan pr surya ko bhi nakshatr kaha gya hai. Any nakshatro me saptarshi aur agasty hai. Is pustak ka kul size 9.08 MB hai aur kul pristho ki sankhya 133 hai. Niche diye hue link se is pustak ko aasani se download kr skte hai aur muft me pdh skte hai. Agr aap is pustak ki hard copy lena chahte hai to niche hm amazon ka link bhi provide kr rhe hai aap vha se esaily is pustak ko khrid skte hai.
Book Writer | Triveni Prasad Singh |
Book Language | Hindi |
Book Size | 9.08 MB |
Total Pages | 133 |
Category | Astrology |
Download Free Hard Copy
Donate us for maintenance
Buy Hard Copy from Amazon
Listen this book on audible
Short Description
Ratri me sara aakash chamkile tarao se jagmagata rhta hai. Jo tare purv disha se ugte hai aur paschim me ast hote hai. Surya aur chandrma ka sthan nitya prti anya tarao ki apeksha badlta rhta hai. Sury ke uday hone pr sare tare dikhai nhi dete parantu suryoday ke pehle aur suryast ke bad aakash ka nirikshan krne se tarao ke bich sury ke sthan ka pta chal jayega. Yah sthan bhi badlta rhta hai. Isi bhanti kuchh tare bhi hai, jo any taro ki apeksha apna sthan badlte rhte hai. Durbin yantra ke bina ese 5 tare hi dikhlayi deta hai. Budh, Shukr, Mangal, Brihapati tatha Shani….
Short description of E-Book – At night the whole sky shines with bright stars. The stars which grow in the east direction and set in the west. The location of the Sun and the Moon varies from day to day compared to other stars. Not all stars are visible when the sun rises, but observing the sky before sunrise and after sunset will reveal the location of the sun between the stars. This place also varies. Likewise, there are some stars, which change their place in comparison to other stars. Only 5 stars are visible without the telescope. Mercury, Venus, Mars, Jupiter and Saturn…
If you’re loving our work then Don’t forget to Donate Us.
Read More Astrology Books.