Get 90+ Audiobooks and 1000+ Premium E-Books only at 249/- Get Now

Hindi Shabdkosh ( हिंदी शब्दकोश ) PDF – Ramchand Pathak

Hindi Shabdkosh : Ek bdi suchi ya aisa granth jisme shbdo ki Vartni, unki Vyutpatti, Vyakarnanirdesh, arth, paribhasha, prayog aur pdarth aadi ka sannivesh ho. Shabdakosh ekbhashiy ho skte hai, dvibhashik ho skte hai ya bahubhashik ho skte hai. Adhikatar shabdakosho me shabdo ke uchcharan ke liye bhi vyavastha hoti hai, Jaise – Antarrashtriy dhvanyatmak lipi me, Devanagari me ya aadiyo sanchika ke rup me. Kuchh shabdakosho me chitro ka sahara bhi liya jata hai. Alag-alag kary-kshetro ke liye alag-alag shabdakosh ho skte hai; jaise – vigyan shabdakosh, chikitsa shabdakosh, vidhik (kanuni) shabdakosh, ganit ka shabdakosh aadi.

Is pustak ka kul size 85.82 MB hai aur kul pristho ki sankhya 949  hai. Niche diye hue link se is pustak ko aasani se download kr skte hai aur muft me pdh skte hai. Agr aap is pustak ki hard copy lena chahte hai to niche hm Amazon ka link bhi provide kr rhe hai aap vha se esaily is pustak ko khrid skte hai. Pustke hmari sachchi mitr hoti hai aur Freehindibook.com pr aapko hjaro pustke muft me pdhne ko mil jayengi.

Book WriterRamchand Pathak
Book LanguageHindi
Book Size85.82 MB
Total Pages949
CategoryLiterature

Download Free E-Book
Donate us for maintenance
Buy this book from Amazon 
Listen this book on Audible 

Leave a Comment