Hindi-Telugu Dictionary – Aandhr shabd ka prayog Rigvediy aitrey Brahman me milta hai. Telugu shabd ka mulrup sanskrit me “triling” hai. Iska tatpary Aandhr Pradesh ke shrishail ke Mallikarjun ling, Kaleshvar aur Draksharam ke Shiv ling se hai. In tino seemao se ghira desh Trilingadesh aur yha ki bhasha Triling (Telugu) kahlayi. Is shabd ka prayog Telugu ke aadi-kavi “Nannay Bhatt” ke Mahabharat me milta hai. Yah shabd Trinag shabd se bhi utpann hua mana jata hai. Iska aashay tin bde bde parvato ki madhy seema me vyapt is pradesh se hai.
Telugu bhasha Bharat ke Aandhr Pradesh aur Telangana rajyo kee mukhybhasha aur rajbhasha hai. Is pustak me aapko Telugu shabd ko hindi me kya kehte hai? evam Hindi shbdo ko Telugu me kya kaha jata hai? Yah sb pdhne ko milega. Is pustak ka kul size 11 MB hai aur kul pristho ki sankhya 149 hai. Niche diye hue link se is pustak ko aasani se download kr skte hai aur muft me pdh skte hai. Agr aap is pustak ki hard copy lena chahte hai to niche hm Amazon ka link bhi provide kr rhe hai aap vha se esaily is pustak ko khrid skte hai. Pustke hmari sachchi mitr hoti hai aur Freehindibook.com pr aapko hjaro pustke muft me pdhne ko mil jayengi.
Book Writer | S. K. Venktacharyalu |
Book Language | Hindi |
Book Size | 11 MB |
Total Pages | 149 |
Category | Education |
Donate us for maintenance
Buy this book from Amazon
Listen this book on Audible