Hum Hindustani Hindi Book – Is pustak me barah hindustaniyo ki tasvire hai. Vaise Hindustan me ek sau taintis crore vyakti rhte hai, kintu lekhak ne sirf barah vyaktiyo ka chitran kiya hai. Kyonki lekhak ka vichar hai, ki in barah gagro me ek sau taintis crore sagar samaye hue hai. Is prkar yah sirf barah vyaktiyo ki tasvire nhi hai, balki hm sb ki tasvire hai. Yah vyakti aaine hai, jisme aapko kamnaye jhalkti hai. Yah vyakti kamanaye hai, jo aapke aaine me jhlkte hai. Aap in vyaktiyo ko itni achchhi tarah jante hai, jitna apne bachche ko, apni premika ko, apne mitr ko, apne sudar photograph ko, apni riktavach ko apni charpayi ko, jis pr letate hi aapko sukh ko nind aane lgti hai.
Is pustak ka kul size 35 MB hai aur kul pristho ki sankhya 122 hai. Niche diye hue link se is pustak ko aasani se download kr skte hai aur muft me pdh skte hai. Agr aap is pustak ki hard copy lena chahte hai to niche hm Amazon ka link bhi provide kr rhe hai aap vha se esaily is pustak ko khrid skte hai. Pustke hmari sachchi mitr hoti hai aur Freehindibook.com pr aapko hjaro pustke muft me pdhne ko mil jayengi.
Writer | Unknown |
Book Language | Hindi |
Book Size | 35 MB |
Total Pages | 122 |
Category | Literature |
need books of fikr taunswee.