Khadi Ki Kahani Hind PDF – Prastut pustak “Khadi ki Kahani” me priy Jarangani Bhai ne Khadi ke prarambh kal se aaj tk us kshetr me hui pragati sundar va sajiv chitran kiya hai. Gandhi ji ke sampark me aakr va unke vicharo se prabhavit hokr unhone apne videshi kpde ke hajaro rupaye ke flte-fulte vyavasay ko tilanjali de di aur khadi-kary ke lie, visheshkr uski bikri va prachar ke lie apna sarvsv arpit kr diya aur aaj bhi ve, usi kary me lge hue hai. Khadi kin kathinaiyo me se gujrte hue aaj ki unnat vyavastha ko pahunchi hai, Gandhiji ka margdarshan pakar Shri Jarangani Bhai va unke sahayogiyo ne Khadi ki bikri va uske prachar ke mahan va puny kary me kya yogdan diya. Iska rochak varnan pathak is pustak ke prshtho me payenge.
Is pustak ka kul size 5 MB hai aur kul pristho ki sankhya 162 hai. Niche diye hue link se is pustak ko aasani se download kr skte hai aur muft me pdh skte hai. Agr aap is pustak ki hard copy lena chahte hai to niche hm Amazon ka link bhi provide kr rhe hai aap vha se esaily is pustak ko khrid skte hai. Pustke hmari sachchi mitr hoti hai aur Freehindibook.com pr aapko hjaro pustke muft me pdhne ko mil jayengi.
Writer | Bekunth Lal Mehta |
Book Language | Hindi |
Book Size | 5 MB |
Total Pages | 162 |
Category | Educational - Book |