Leelavati, Bharatiya ganitagy Bhaskar dvitiy dvara 1150 isvi me sanskrit me rachit, ganit aur khagol shastr ka ek prachin granth hai, isme 625 shlok hai sath hi yah siddhant Shiromani ka ek ang bhi hai. Leelavati me ankaganit ka vivechan kiya gya hai. Leelavati, Bhaskarachary ki putri ka nam tha. Is granth me patiganit (ankaganit), Beejganit aur jyamiti (Geometry) ke prashn evam unke uttar hai. Prashn prayah Leelavati ko sambodhit krke puchhe gye hain. Kisi ganitiy vishay (prakaran) ki charcha krne ke bad Leelavati se ek prashn puchhte hai. Is pustak ka kul size 25.69 MB hai aur kul pristho ki sankhya 378 hai. Niche diye hue link se is pustak ko aasani se download kr skte hai aur muft me pdh skte hai. Agr aap is pustak ki hard copy lena chahte hai to niche hm amazon ka link bhi provide kr rhe hai aap vha se esaily is pustak ko khrid skte hai.
Book Writer | Bhaskaracharya |
Book Language | Hindi |
Book Size | 25.69 MB |
Total Pages | 378 |
Category | Astrology , Ayurveda |
Download Free Hard Copy
Donate us for maintenance
Buy Hard Copy from Amazon
Listen this book on Audible
Gyaan ke liye
बहुत ही सुंदर और उपयोगी पुस्तक