Model Essay Hindi PDF – Kisi ek vishay pr vicharo ko krambaddh kar sundar, sugathit aur subodh bhasha me likhi rchna ko nibandh kehte hai. Anek nibandh vah lekh hai jisme kisi gehn vishay par vistrt aur panditypurn vichar kiya jata hai. Ek aadarsh nibandh ki ninm vishestaye hoti hai :-
- Nibandh ki bhasha vishay ke anurup honi chahiye.
- Vicharo me parspar taratmyta honi chahiye.
- Vishay se sambandhit sbhi pehluo pr nibandh me charcha ki jani chahiye.
- Nibandh ke antim anuchhed me upr kahi gyi sbhi bato ka saransh hona chahiye.
- Vartni shuddh honi chahiye tatha usme viram chinho ka uchit prayog kiya jana chahiye.
Is pustak ka kul size 28.92 MB hai aur kul pristho ki sankhya 671 hai. Niche diye hue link se is pustak ko aasani se download kr skte hai aur muft me pdh skte hai. Agr aap is pustak ki hard copy lena chahte hai to niche hm Amazon ka link bhi provide kr rhe hai aap vha se esaily is pustak ko khrid skte hai. Pustke hmari sachchi mitr hoti hai aur Freehindibook.com pr aapko hjaro pustke muft me pdhne ko mil jayengi.
Book Writer | Keshari Prasad Chaurasia |
Book Language | Hindi |
Book Size | 28.92 MB |
Total Pages | 671 |
Category | Essay |
Download Free E-Book
Donate us for maintenance
Buy this book from Amazon
Listen this book on Audible