Get 90+ Audiobooks and 1000+ Premium E-Books only at 249/- Get Now

Rajasthani Lok Geet ( राजस्थानी लोकगीत ) – Dr. Purushottalam Menaria

Rajasthani Lok Geet ek prakar ka sangeet hai. Rajasthan jo Bharat ka ek rajy hai. Iske pramukh sangit ke kshetr Jodhpur, Jaipur, Jaisalmer tatha Udayapur ityadi mane jate hai. Aisa hi sangeet nazdiki rashtr Pakistan (sindh) me bhi sunne ko milta hai. Rajasthan me sangit alag-alag jatiyo ke hisab se hai, Jisme ye Jatiya aati hai – Langa, Sapera, Manganiyar Bhopa aur Jogi.

Yha sangeetkaro ke do parampragat kakshaye hai ek Langa aur aur dusri Manganiyar. Rajasthan me paramparik sangit me mahilao ka gana jo bahut prasiddh hai jo ki (Panihari) nam se hai. Inke alava vibhinn Jatiyo ke Sangeetkar alag-alag tariko se gayan krte hai. Sapera bin bajakr samp ko nchata hai to Bhopa jo fd me gayan krta hai.

Rajasthan Lok Geet mein lokdevatao pr bhi kafi geet gaye gye hai. Inke alava vibhinn jatiyo ke log alag-alag tariko se gayan krte hai. Sapera bin bjake samp ko nchata hai to Bhopa fd me gayan krte hai. Rajasthan Lok Geet me lokdevatao pr bhi kafi gayan hota hai jisme mukhy rup se pabuji, Baba Ramdev ji, Teja Ji ityadi lok devatao pr bhajan gaye jate hai.

Is pustak ka kul size 6.17 MB hai aur kul pristho ki sankhya 226 hai. Niche diye hue link se is pustak ko aasani se download kr skte hai aur muft me pdh skte hai. Agr aap is pustak ki hard copy lena chahte hai to niche hm Amazon ka link bhi provide kr rhe hai aap vha se esaily is pustak ko khrid skte hai. Pustke hmari sachchi mitr hoti hai aur Freehindibook.com pr aapko hjaro pustke muft me pdhne ko mil jayengi.

Book WriterDr. Purushottalam Menaria
Book LanguageHindi
Book Size6.17 MB
Total Pages226
CategoryFalklore

Download Free E-Book
Donate us for maintenance
Buy this book from Amazon 
Listen this book on Audible

Leave a Comment