Arnaykand Valmeeki krit ramayan aur Goswami Tulasidas krit Shree Ramcharitmanas ka ek bhag hai. Kuchh kal ke pashchat Ram ne chitrakut se pryan kiya tatha ve Atri Rishi ke aashram pahunche. Atri ne Ram ki stuti ki aur unki ptni ansuya ne sita ko pativrat dharm ke marm samjhaye. Vha se fir Ram ne aage prasthan kiya aur Sharbhang muni se bhent ki. Sharbhang muni kevl Ram ke darshan ki kamna se vha nivas kr rhe the atah Ram ke darshno ki apni abhilasha purn ho jane se yogagni se apne shareer ko jla dala aur brahmalok ko gaman kiya.
Aur aage badhne pr Ram ko sthan-sthan pr haddiyo ke dher dikhayi pde jinke vishay me muniyo ne Ram ko btaya ki rakshaso ne anek muniyo ko kha dala hai aur unhi muniyo ki haddiya hai. Is pr Ram ne pratigya ki ki ve samast rakshaso ka vadh krke prthvi ko rakshas viheen kr denge. Ram aur aage badhe aur path me Sutikshn, Agasty aadi rshiyo se bhent krte huye dandak van me pravesh kiya jaha pr unki bhent Jatayu se hui. Ram ne panchvati ko apna nivas sthan bnaya.
Is pustak ka kul size 47 MB hai aur kul pristho ki sankhya 619 hai. Niche diye hue link se is pustak ko aasani se download kr skte hai aur muft me pdh skte hai. Agr aap is pustak ki hard copy lena chahte hai to niche hm Amazon ka link bhi provide kr rhe hai aap vha se esaily is pustak ko khrid skte hai. Pustke hmari sachchi mitr hoti hai aur Freehindibook.com pr aapko hjaro pustke muft me pdhne ko mil jayengi.
Translator | Chaturvedi Dwarka Prasad Sharma |
Book Language | Hindi |
Book Size | 47MB |
Total Pages | 619 |
Category | Religious - Hindusim |
Download Free Hard Copy
Donate us for maintenance
Buy this book from Amazon
Listen this book on Audible
If you’re loving our work Don’t Forget to Donate Us.