Rigveda sbse purana gyat vaidik sanskrit pustak hai. Iski prarambhik prte kisi bhi Indo-Europiy bhasha me sbse purane maujuda granthon me se ek hai. Rigveda ki dhvaniyon aur granthon ko dusri sahsrabdi isa purv se maukhik rup se prsarit kiya gya hai. Darshanik aur bhashayi sakshy ingit krte hai ki Rigved sanhita ke rchna Bhartiya upmahadvip ke Uttar – Pashchimi kshetr me hui thi, jo ki sbse adhik smbhavna hai. Is pustak ka kul size 20.15 MB hai aur kul pristho ki sankhya 985 hai. Niche diye hue link se is pustak ko aasani se download kr skte hai aur muft me pdh skte hai. Agr aap is pustak ki hard copy lena chahte hai to niche hm Amazon ka link bhi provide kr rhe hai aap vha se esaily is pustak ko khrid skte hai. Pustke hmari sachchi mitr hoti hai aur Freehindibook.com pr aapko hjaro pustke muft me pdhne ko mil jayengi.
Writer | Dayanand Saraswati |
Book Language | Hindi |
Book Size | 20.15 MB |
Total Pages | 985 |
Category | Religious - Hinduism |
Download Free Hard Copy
Donate us for maintenance
Buy Hard Copy From Amazon
Listen this book on audible