Jyotish Siksha ya Jyautish Siksha vishy vedo jitna hi purana hai. Purane samay me grah, nakshatr aur anya Khagoliy pindo ka adhyayan krne ke vishay ko hi Jyotish kaha gya tha. Iske ganit bhag ke bare me to bahut spashtata se kaha ja skta hai ki iske bare me vedo me spashta gnnaye di hui hai. Falit bhag ke bare me bahut bad me jankari milti hai.
Bharatiya aacharyo ke dwara rchit Jyotish Siksha ki Pandulipiyo ki snkhya ek lakh se bhi adhik hai.
Prachinkal ganit aur Jyautish Siksha ek saman the prntu aage chlkr inke tin bhag ho gye.
(1) Tantr ya Siddhant – Ganit dvara graho ki gtiyo aur nkshtro ka gyan prapt krna aur unhe nishchit krna.
(2) Hora – Jiska smbandh Kundli bnane se tha. Iske tin upvibhag the. 1- Jatak, 2- Yatra, 3- Vivah.
(3) Shakha – Yah ek vistrt bhag tha jisme shakun parikshan, lakshnparikshan aur bhavishy suchn ka vivrn tha.
In tino skandhon ( Tantra-Hora-Shakha ) ka jo gyata hota tha use ‘Sanhitaparg’ kaha jata tha.
Is pustak ka kul size 8.6 MB hai aur kul pristho ki sankhya 296 hai. Niche diye hue link se is pustak ko aasani se download kr skte hai aur muft me pdh skte hai. Agr aap is pustak ki hard copy lena chahte hai to niche hm Amazon ka link bhi provide kr rhe hai aap vha se esaily is pustak ko khrid skte hai. Pustke hmari sachchi mitr hoti hai aur Freehindibook.com pr aapko hjaro pustke muft me pdhne ko mil jayengi.
Writer | Shri Thakur Chandra |
Book Language | Hindi |
Book Size | 8.6 MB |
Total Pages | 296 |
Category | Astrology |
Download Free Hard Copy
Donate us for maintenance
Buy Hard Copy from Amazon
Listen this book on audible