Singhasan Battisi ek lok-katha sangrah hai. Prajavatsal, Jananayak, Prayogavadi evan durdarshi Maharaja Vikramadity bharatiya lok-kthao ke ek bahut hi charchit patr rhe hai. Prachinkal se hi unke guno pr prkash dalne vali kthao ki bahut hi samrddh prmpra rhi hai. Singhasan Battisi bhi 32 kthao ka sangrah hai jisme 32 putliya Vikramadity ke vibhinn guno ka katha ke rup me varnan krti hai. Singhasan battisi mulatah sanskrit ki rchna Sinhasanadvatrinshati ka hindi rupantar hai, jise dvatrinshatputtalika ke nam se bhi jana jata hai. Sanskrit me bhi iske mukhyatah do sanskaran hai. Uttari sanskaran “sinhasan dvatrinshati” ke nam se tatha dakshini sanskaran “Vikramacharit” ke nam se uplabdh hai. Pehle ke sanskarta kshemendr muni kahe jate hai. Bangal me Bhattarav Raruchi ke dvara prastut sanskaran bhi isi ke samrup mana jata hai.
Is pustak ka kul size 5.04 MB hai aur kul pristho ki sankhya 190 hai. Niche diye hue link se is pustak ko aasani se download kr skte hai aur muft me pdh skte hai. Agr aap is pustak ki hard copy lena chahte hai to niche hm Amazon ka link bhi provide kr rhe hai aap vha se esaily is pustak ko khrid skte hai. Pustke hmari sachchi mitr hoti hai aur Freehindibook.com pr aapko hjaro pustke muft me pdhne ko mil jayengi.
Writer | Brajbalabh Hariprasad |
Book Language | Hindi |
Book Size | 5.04 MB |
Total Pages | 190 |
Category | Mystery |
Download Free Hard Copy
Donate us for maintenance
Buy Hard Copy On Amazon
Listen this book on audible