Sociology (समाजशास्त्र) – Samajshastr manav samaj ka adhyayan hai. Yah samajik vigyan ki ek shakha hai, jo manviy samajik sanrchna aur gatividhiyo se sambandhit jankari ko parishkrt krne. Aur unka vikas krne ke lie, anubhavjany vivechan aur vivechnatmak vishleshan ki vibhinn paddhatiyo ka upyog krta hai. Aksar jiska dhyey samajik kalyan ke anusaran me aise gyan ko lagu krna hota hai. Samajshastr ki vishayvastu ke vistar, aamne-samne hone vale sampark ke sukshm star se lekar vyapak taur pr samaj ke brhad star tk hai.
Samajshastr, paddhati aur vishay vastu, dono ke mamle me ek vistrt vishay hai. Parmpragat rup se iski kendriyta samajik star-vinyas, samajik sambandh, samajik sampark, dharm, Sanskriti aur vichalan pr rhi hai, tatha iske drshtikon me gunatmk aur matratmak shodh taknik, dono ka samavesh hai. Chuki adhikanshatah manushy jo kuchh bhi krta hai vah samajik sanrachna ya samajik gatividhi ki shreni ke arntagat satik baithta hai.
Is pustak ka kul size 9 MB hai aur kul pristho ki sankhya 391 hai. Niche diye hue link se is pustak ko aasani se download kr skte hai aur muft me pdh skte hai. Agr aap is pustak ki hard copy lena chahte hai to niche hm Amazon ka link bhi provide kr rhe hai aap vha se esaily is pustak ko khrid skte hai. Pustke hmari sachchi mitr hoti hai aur Freehindibook.com pr aapko hjaro pustke muft me pdhne ko mil jayengi.
Writer | Viirendra Prakash Sharma |
Book Language | Hindi |
Book Size | 9 MB |
Total Pages | 391 |
Category | Educational - Book |