Panchatantra ki Kahaniya, dosto jaisa ki hm jante hai ki hr desh ka apna Sahitya hota hai. Aur us Sahitya me lok katha ka apna vishes mahtva hota hai. Hmare desh Bharat ka Sahitya Visva me sbse purana hai aur isi ke sath hi iski lok katha bhi. Inhi kathao me Shree Vishnu Sharma ji ke dwara likhi gyi amar granth ‘ Panchatantra ‘. Panchtantra ki kahaniya ke 5 bhag me vargikrit kiya gya hai.
- Mitrbhed
- Mitrsmapti
- Kakolukiyam
- Labdhapranasan
- Aparikshitkrtam
Is pustak ka kul size 12.9 MB hai aur kul pristho ki sankhya 294 hai. Niche diye hue link se is pustak ko aasani se download kr skte hai aur muft me pdh skte hai. Agr aap is pustak ki hard copy lena chahte hai to niche hm Amazon ka link bhi provide kr rhe hai aap vha se esaily is pustak ko khrid skte hai. Pustke hmari sachchi mitr hoti hai aur Freehindibook.com pr aapko hjaro pustke muft me pdhne ko mil jayengi.
Writer | Shree Vishnu Sharma |
Book Language | Hindi |
Book Size | 12.9 MB |
Total Pages | 294 |
Category | Panchatantra |
Download Free Hard Copy
Donate us for maintenance
Buy this book from Amazon
Listen this book on Audible
Also Read – Poos Ki Raat by Munshi Premchand