Tamas Bhisma Sahani ka sbse prasiddh Upnyas hai. Iska prkashn 1973 me hua tha. Ve is upnyas se Sahity jagat me bahut lokpriy hue the. Tamas ko 1975 me sahitya Akademi Purskar se bhi sammanit kiya gya tha. Is pr 1986 me Govind Nihlani ne Duradarshan dharavahik aur ek film bhi bnayi thi.
Pustak Ka Ek Ansh
Tamas ki katha pridhi me April 1947 ke samay me Punjab ke jile ko privesh ke rup me liya gya hai. Tamas kul panch dino ki kahani ko lekr buna gya upnyas hai. Prntu katha me jo prasang sandarbh aur nishkarsh ubhrte hai, usse yah panch divas ki katha na hokr 20vi sadi ke Hindustan ke ab tk ke lgbhg sau vrsho ki katha ho jati hai. Ye sampurn kathavstu do khndo me vibhajit hai. Pehle khand me kul 13 prkrn hai. Dusra khand ganv pr kendrit hai. Tamas upnyas ka rchnatmk sangthan klatmk sndhan ki drishti se prashnsniy hai. Isme prayukt snvad aur natkiy tatv prabhavkari hai. Bhasha Hindi, Urdu, Punjabi aur angrejee ke mishrit roop vaalee hai. bhaashaayee anushaasan kathy ke prbhav ko gehrata hai. Sath hi kathy ke anurup varnantmk, mnovisheshnatmk aur visheshnatmk shaili ka prayog sarjak ke shilp kaushal ko ujagr krta hai.
Writer | Bhisma Sahani |
Book Language | Hindi |
Book Size | 16 MB |
Total Pages | 157 |
Category | Literature |
Download Free E-Book
Donate us for maintenance
Buy Hard Copy from Amazon
Listen this book on Audible