Vashikaran Mantra vah mantra hai jiske dvara kisi vyakti ko ya samuday ko vash me kiya jata hai. Esa kisi ko apne bat manvane ya fir usse koi kam niklwane ke liye kiya jata hai. Iske dvara manushy ki mansik kriyao pr prabhav dalkr usko vash me kiya jata hai. Rajyabhishek ke samay Raja ko ek mani, jo parn vrksh ki bnayi jati thi, Mohanamantr se abhimantrit krke pehnayi jati thi. Isse jo bhi Raja ke samne jata tha vah vash me aur prabhavit ho jata tha. Yuddh ke samay Vashikaran ka prayog shatru ki sena pr kiya jata tha. Randudambhi pr vashikaran mantra dwara vashikrit kiya jata tha jisse usko sunne vale vipksh ke sainik mohit aur bhaybhit ho jate the. Kisi vyakti vishesh pr vashikrit krne ke liye bhi usi prkar putla bnaya jata tha jaise Mohanmantra me kiya jata hai.
Is pustak ka kul size 9 MB hai aur kul pristho ki sankhya 98 hai. Niche diye hue link se is pustak ko aasani se download kr skte hai aur muft me pdh skte hai. Agr aap is pustak ki hard copy lena chahte hai to niche hm Amazon ka link bhi provide kr rhe hai aap vha se esaily is pustak ko khrid skte hai. Pustke hmari sachchi mitr hoti hai aur Freehindibook.com pr aapko hjaro pustke muft me pdhne ko mil jayengi.
Writer | Shree Satyadev Ji |
Book Language | Hindi |
Book Size | 9 MB |
Total Pages | 98 |
Category | Panchatantra |
Download Free Hard Copy
Donate us for maintenance
Buy Hard Copy from Amazon
Listen this book on Audible
Also Read – Astrology books