Vinay Pitak ek Bauddh granth hai. Yah un tin grantho me se ek hai jo tripitak bnate hai. Is granth ka pramukh vishay vihar ke bhikshu, bhikshuni aadi hai. Vinay Pitak ka shabdik arth “Anushasan ki tokri” hai. Bauddh dharm me bhikshu aur bhikshuni ke rup me pravesh krne vale shishy (anuyayi) ke aacharan vyavsthit krne ke nimitt nirmit anushasan ke niymo ko vinay kehte hai. Atah Vinay Pitak vinay se sambandhit niymo ka vyavsthit sangrah hai.
Is pustak ka kul size 48.86 MB hai aur kul pristho ki sankhya 630 hai. Niche diye hue link se is pustak ko aasani se download kr skte hai aur muft me pdh skte hai. Agr aap is pustak ki hard copy lena chahte hai to niche hm Amazon ka link bhi provide kr rhe hai aap vha se esaily is pustak ko khrid skte hai. Pustke hmari sachchi mitr hoti hai aur Freehindibook.com pr aapko hjaro pustke muft me pdhne ko mil jayengi.
Book Writer | |
Book Language | Hindi |
Book Size | 46.86 MB |
Total Pages | 630 |
Category | Religious |
Download Free E-Book
Donate us for maintenance
Buy this book from Amazon
Listen this book on Audible