Atharva Veda Sanhita Hindu dharm ke pavitratam vedo me se chauthe ved Atharva Veda ki Sanhita arthat mantr bhag hai. Is ved ko Brahma Veda bhi kehte hai. Isme devatao ki stuti ke sath, chikitsa, vigyan aur darshan ke bhi mantr hai. Atharva Veda Sanhita ke bare me kaha gya hai ki jis Raja ke rajy me Atharva Veda janne vala vidvan shantisthapn ke karm me nirat rhta hai, vah rashtr upadravarahit hokr nirntr unnati krta jata hai. Aayurved ki drshti se Atharvaved ka mahatv atyant sarahniy hai. Atharvaved me shanti-pushti tatha abhicharik dono tarah ke anushthan varnit hai.
Is pustak ka kul size 45.1 MB hai aur kul pristho ki sankhya 960 hai. Niche diye hue link se is pustak ko aasani se download kr skte hai aur muft me pdh skte hai. Agr aap is pustak ki hard copy lena chahte hai to niche hm Amazon ka link bhi provide kr rhe hai aap vha se esaily is pustak ko khrid skte hai. Pustke hmari sachchi mitr hoti hai aur Freehindibook.com pr aapko hjaro pustke muft me pdhne ko mil jayengi.
Writer | Pt. Shreeram Acharya |
Book Language | Hindi |
Book Size | 45.1 MB |
Total Pages | 960 |
Category | Religious - Hinduism |
Download Free Hard Copy
Donate us for maintenance
Buy Hard Copy From Amazon
Listen this book on audible