“Vishnu Puran” attharah Purano me atyant mahattvpurn tatha prachin hai. Yah Shree Prashar Rishi dvara prnit hai. Iske prtipady Bhagwan Vishnu hai, Jo srishti ke aadikaran, Nity, Akshay, Avyay tatha ekrs hai. Is Puran me aakash aadi bhuto ka pariman, samudr, surya aadi ka pariman, prvat, devtadi ki utpatti, mnvntr, kalp-vibhag, sampurn dharm evam devrshi tatha rajrshiyon ke charitr ka vishad varnan hai. Bhagwan Vishnu pradhan hone ke bad bhi yah puran vishnu aur shiv ke abhinnta ka pratipadak hai. Vishnu Puran me mukhy rup se Shree krishan charitr ka varnan hai, yadyapi sankshep me Ram katha ka ullekh bhi prapt hota hai.
मत्तोऽविभिन्नमात्मानं द्रुष्टुमर्हसि शंकर।
Writer | Shri Ram Sharma Acharya |
Book Language | Hindi |
Book Size | 8 MB |
Total Pages | 497 |
Category | Religious - Hinduism |
Download Part – 01
Download Part – 02
Buy Hard Copy from Amazon
Donate us for maintenance
Listen this book on audible
If you're loving our work don't forget to Donate us.
Shesh Purano ke Nam :-
- Brahm Puran ( ब्रह्मपुराण )
- Padma Puran ( पद्म पुराण )
- Vayu Puran ( वायु पुराण )
- Bhagwat Puran ( भागवत पुराण )
- Narad Puran ( नारद पुराण )
- Markandeya Puran ( मार्कण्डेय पुराण )
- Agni Puran ( अग्नि पुराण )
- Bhavishya Puran ( भविष्य पुराण )
- Brahm Vaivart Puran ( ब्रह्मवैवर्त पुराण )
- Ling Puran ( लिंग पुराण )
- Varaha Puran ( वराह पुराण )
- Skand Puran ( स्कन्द पुराण )
- Vaman Puran ( वामन पुराण )
- Kurma Puran ( कूर्म पुराण )
- Garud Puran ( गरुड़ पुराण )