Narad Puran ya Naradeey Puran attharah mahurano me se ek Puran hai. Yah svayan Maharshi Narad ke mukh se kaha gaya ek Vaishnav Puran hai. Maharshi Vyas dvara lipibaddh kiye gye 18 Purano me se ek hai. Narad Puran me shiksha, kalp, vyakaran, jyotish, aur chhand-shaastronka vishad varnan tatha Bhagwan kee upasna ka vistrt varnan hai. Narad Puran do bhago me vibhakt hai- purv bhag aur uttar bhag. Pehle bhag me char adhyay hai jisme sut aur shaunak ka sanvad hai, brahmand ki utpatti, vilay, shukadev ka janm, mantrochchar ki shiksha, puja ke karmkand, vibhinn mason me pdne vale vibhinn vraton ke anushthano kee vidhi aur fal die gye hai. dusre bhag mei Bhawan Vishnu ke anek avtaro ki kathaye hai.
Is pustak ka kul size 7 MB, 6 MB hai aur kul pristho ki sankhya 490, 488 hai. Niche diye hue link se is pustak ko aasani se download kr skte hai aur muft me pdh skte hai. Agr aap is pustak ki hard copy lena chahte hai to niche hm Amazon ka link bhi provide kr rhe hai aap vha se esaily is pustak ko khrid skte hai. Pustke hmari sachchi mitr hoti hai aur Freehindibook.com pr aapko hjaro pustke muft me pdhne ko mil jayengi.
Writer | Shri Ram Sharma Acharya |
Book Language | Hindi |
Book Size | 7 MB, 6 MB |
Total Pages | 490 , 488 |
Category | Religious - Hinduism |
Download Part – 02
Download Part – 01
Buy Hard Copy from Amazon
Donate us for maintenance
Listen this book on audible
If you're loving our work don't forget to Donate us.
Shesh Purano ke Nam :-
- Brahm Puran ( ब्रह्मपुराण )
- Padma Puran ( पद्म पुराण )
- Vishnu Puran ( विष्णु पुराण )
- Vayu Puran ( वायु पुराण )
- Bhagwat Puran ( भागवत पुराण )
- Markandeya Puran ( मार्कण्डेय पुराण )
- Agni Puran ( अग्नि पुराण )
- Bhavishya Puran ( भविष्य पुराण )
- Brahm Vaivart Puran ( ब्रह्मवैवर्त पुराण )
- Ling Puran ( लिंग पुराण )
- Varaha Puran ( वराह पुराण )
- Skand Puran ( स्कन्द पुराण )
- Vaman Puran ( वामन पुराण )
- Kurma Puran ( कूर्म पुराण )
- Garud Puran ( गरुड़ पुराण )