Sevasadan Premchand dvara rachit upnyas hai. Munshi Premchand ji ne Sevasadan upnyas sn 1916 me Urdu bhasha me likha tha. Bad me sn 1919 me unhone iska Hindi anuvad kiya. Urdu me yah Bazaar-e-Husn nam se likha gya tha. Sevasadan me Nari jeevan ki samsyao ke sath-sath samaj ke dharmacharyo, mathadhisho, dhnptiyo, sudharkon ke aadmbr, dambh, dhong, pakhnd, charitrhinta, Dahej-prtha, anmel vivah, police k ghuskhori, veshyagaman, mnushy ke dohre charitr, samprdayik dvesh aadi samajik vikrtiyon ka vivrn milta hai. Upnyas ki ktha-nayika Suman atirikt sukhbhog ki apeksha me apna sarvasv gva lene ke bad samajik gunsutro ki smjh prapt krti hai, Jiske bad vah duniya ke prti udar ho jati hai. Uska pati Sadhu bnkr apne vigat dushkrmo ka prayshchit krne lgta hai.
-
Pramukh Patr
1. Suman
2. Krishanchandra
3. Gangajali
4. Gajadhar Prasad
5. Sadan
6. Shanta
7. Padma Singh Sharma
8. Vitthaldas
9. Bholibai
Is pustak ka kul size 11.5 MB hai aur kul pristho ki sankhya 300 hai. Niche diye hue link se is pustak ko aasani se download kr skte hai aur muft me pdh skte hai. Agr aap is pustak ki hard copy lena chahte hai to niche hm Amazon ka link bhi provide kr rhe hai aap vha se esaily is pustak ko khrid skte hai. Pustke hmari sachchi mitr hoti hai aur Freehindibook.com pr aapko hjaro pustke muft me pdhne ko mil jayengi.
Writer | Munshi Premchand |
Book Language | Hindi |
Book Size | 11.5 MB |
Total Pages | 300 |
Category | Literature |
Download Free Hard Copy
Donate us for maintenance
Buy Hard Copy from Amazon
Listen this book on audible