Varah Puran me Bhagwan Shree Hari ke Varah avtar ki mukhy katha ke sath anek Tirth, Vrat, Yagy, Dan aadi ka vistrit varnan kiya gya hai. Isme Bhagwan narayana ka pujan-vidhan, shiv-parvati ki kathaye, Varah kshetravrti aadity tirthon ki mahima, Mokshdayini nadiyon ki utpatti aur mahatmy evam tridevo ki mahima aadi pr bhi vishesh prkash dala gya hai.
Varah Puran me sbse pehle prithvi aur Varah Bhagwan ka shubh sanvad hai, Tadnantar aadi Saty yug ke vritant me raimy ka charitr hai, fir durjey ke charitr aur shraddh kalp ka varnan hai. Tatpashchat Mahatpa ka aakhyan, Gauri kee utpatti, Vinayak, Nagagan senani (Kartikey) aadityagan devi dhanad tatha vrsh ka aakhyan hai. Uske bad satytapa ke vrat ki katha di gyi hai, Tadnantar agasty geeta tatha rudrgeeta kahi gyi hai. Mahishasur ke vidhvans me brahma vishnu rudr tino ki shaktiyo ka mahatmy prakat kiya gya hai.
Is pustak ka kul size 23.7 MB hai aur kul pristho ki sankhya 392 hai. Niche diye hue link se is pustak ko aasani se download kr skte hai aur muft me pdh skte hai. Agr aap is pustak ki hard copy lena chahte hai to niche hm Amazon ka link bhi provide kr rhe hai aap vha se esaily is pustak ko khrid skte hai. Pustke hmari sachchi mitr hoti hai aur Freehindibook.com pr aapko hjaro pustke muft me pdhne ko mil jayengi.
Writer | unknown |
Book Language | Hindi |
Book Size | 23.7 MB |
Total Pages | 392 |
Category | Religious - Hinduism |
Download Free Hard Copy
Donate us for maintenance
Buy Hard Copy from Amazon
Listen this book on audible
If you're loving our work don't forget to Donate us.
Shesh Purano ke Nam :-
- Brahm Puran ( ब्रह्मपुराण )
- Padma Puran ( पद्म पुराण )
- Vishnu Puran ( विष्णु पुराण )
- Vayu Puran ( वायु पुराण )
- Bhagwat Puran ( भागवत पुराण )
- Narad Puran ( नारद पुराण )
- Markandeya Puran ( मार्कण्डेय पुराण )
- Agni Puran ( अग्नि पुराण )
- Bhavishya Puran ( भविष्य पुराण )
- Brahm Vaivart Puran ( ब्रह्मवैवर्त पुराण )
- Ling Puran ( लिंग पुराण )
- Skand Puran ( स्कन्द पुराण )
- Vaman Puran ( वामन पुराण )
- Kurma Puran ( कूर्म पुराण )
- Garud Puran ( गरुड़ पुराण )